• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mai-Kashi Gardish-E-Ayyam Se Aage Na baDhi

Mai-Kashi Gardish-E-Ayyam Se Aage Na baDhi

mai-kashi gardish-e-ayyam se aage na baḌhi

meri madhoshi mire jaam se aage na baḌhi

dil ki hasrat dil-e-nakam se aage na baḌhi

zindagi maut ke paigham se aage na baḌhi

vo ga.e ghar ke charaghon ko bujha kar mere

phir mulaqat miri shaam se aage na baḌhi

rah ga.i ghuT ke tamanna yunhi dil men ai dost

guftugu apni tire naam se aage na baḌhi

vo mujhe chhoḌ ke ik shaam ga.e the ‘nasir’

zindagi apni usi shaam se aage na baḌhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ne Bheja Hai KHat Pyar Aur Wafa Likh Kar

Jab Unhi Ko Na Suna Pae Gham-E-Jaan Apna

Chaal Ek Aisi Chali Har shaKHs Sidha Ho Gaya

Dil-E-Nalan Teri Aahon Mein Asar Hai Ki Nahin

Phir Se Ek Bar Use KHud Pe Sitam Dhane Dun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet