• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mai-Kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua

Mai-Kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua

poet

mai-kade men jo tire husn ka mazkur hua

sang-e-ghairat se mira shisha-e-dil chuur hua

ek to aage hi tha husn par apne nazan

a.ina dekh ke vo aur bhi maghrur hua

sub.h hote hi hua mujh se juda vo mah-ru

roz goya mire haq men shab-e-dijur hua

tegh mat khinch ki ek jumbish-e-abru bas hai

gar mira qatl hi zalim tujhe manzur hua

az-pa.e-dagh-e-dil-e-bada-parastan ‘bedar’

pumba-e-shisha-e-mai marham-e-kafur hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Bahr-O-Bar Mein Nahin Aur Na Aasman Mein Hai

poet

Aah Milte Hi Phir Judai Ki

Hath pakaD Le Ab Bhi Tera Ho Sakta Hun Main

allama-iqbal

Fitrat Ko Khirad Ke Ru-Ba-Ru Kar

Ye Jo phuT Baha Hai Dariya Phir Nahin Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet