• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mahine Ke Akhir dinon Mein

Mahine Ke Akhir dinon Mein

poet

ghar men dakhil hote hi

ham khud ko avazen dene lagte hain

aur kapdon se bhara shopping bag

phenk dete hain bed ke niche

rakhte hain apne juute sofe par

aur almari ke daraz se kachche amrud nikal kar

bed-shēt se ragadte hain

aur katarne lagte hain chaar din purane biscuit

jab bhi nazar padti hai aaine pe

khud ko galiyan dete hain

t.V se ton ton ki avaz aane par

remote ke saat tukde kar ke

billi ke aage daal dete hain

credit khatm ho jaane par

cell-phone pe shirin lahje vaali doshiza ko

khari khari sunate hain

aur frēze ke nichle darvaze ko zor se band kar ke

khali oven men so jaate hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Ashkon Ki Ye Barsat Kise Pesh Karun

nasir-kazmi

dil Mein Ek Lahr Si Uthi Hai Abhi

aazim-kohli

Ehsas Ke Sukhe Patte Bhi Armanon Ki Chingari Bhi

Harf-E-Be-Matlab Ki Maine Kis Qadar Tafsir Ki

Utra Jo Iltifat Ka Dariya Na Tha Kabhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet