• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lutf Ka Rabt Hai Koi Na Jafa Ka Rishta

Lutf Ka Rabt Hai Koi Na Jafa Ka Rishta

lutf ka rabt hai koi na jafa ka rishta

dil se kuchh duur hai zalim ki ana ka rishta

dast-e-isa bhi vahi bazu-e-qatil bhi vahi

kitna nazuk hai charaghon se hava ka rishta

jabr-e-halat kaho gham ki mukafat kaho

TuuT bhi jaata hai honTon se nava ka rishta

sochiye to sabhi apne hain koi ghair nahin

hakim-e-shahr se hai jurm-o-saza ka rishta

manzar-e-zist men kuchh rang to bhar deta hai

ḳhar-zaron se kisi abla-pa ka rishta

phuul nayab sahi zaḳhm to nayab nahin

aaj bhi dil se vahi ab-o-hava ka rishta

kya karen rasm-e-zamana ki shikayat ‘taban’

dard se rakhte hain ham log sada ka rishta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Su Mausam Nur Pe Tha Jab Miladon Sat-Sangon Ka

Lutf Ho Hashr Mein Kuchh Baat Banae Na Bane

Dekhta Kya Hai Tu Hairat Se Hamara Chehra

poet

Lutf-E-Bahaar Mushfiq-E-Man Dekhte Chalo

Ye Bhi Shayad Tera Eajaz-E-Nazar Hai Ai Dost

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet