• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lutf Ho Gar Tu Ho Aur Mai-Khana Ho

Lutf Ho Gar Tu Ho Aur Mai-Khana Ho

poet

lutf ho gar tu ho aur mai-khana ho

main huun aur mera dil-e-divana ho

jis zaban par ho tira afsana ho

koi ho apna ho ya begana ho

yaan to hai didar se teri gharaz

dair ho kaaba ho ya but-khana ho

jis ko dekha jalte hi dekha yahan

shama ho ashiq ho ya parvana ho

ham ko to do-gaz zamin darkar hai

shahr ho basti ho ya virana ho

daur-e-saqi men kise gardish nahin

shisha ho saghar ho ya paimana ho

kya qayamat ho jo ‘anjum’ hashr men

koi saudai koi divana ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kai Andheron Ke Milne Se Raat Banti Hai

Hushyar Hain to Hum Ko Bahak Jaana Chahiye

poet

Pitam Ke Dekhne Ke Tamasha Ko Jaen Chal

Aql Ki Kuchh Kam Nahin Hai Rahbari Mere Liye

KHWAJA GHULAM FARID

Taun Bajh The Sunj Wedhe Wo Yar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet