• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Logon Ke Pas Dard Ki Daulat Nahin Rahi

Logon Ke Pas Dard Ki Daulat Nahin Rahi

logon ke paas dard ki daulat nahin rahi

ya.ani kisi ko koi zarurat nahin rahi

masruf is qadar kiya us ki talash ne

mujh ko to ḳhud se milne ki fursat nahin rahi

duniya ne harf harf men taqsim kar diya

ab zindagi kisi se ibarat nahin rahi

achchha hua ki tark-e-ta.alluq hi kar liya

ankhon ko intizar ki zahmat nahin rahi

main kya karun dimagh ne taḳhta ulaT diya

ab dil pe dost teri hukumat nahin rahi

gum ho ga.e hain saare saliqe vafaon ke

ab is jahan men rasm-e-mohabbat nahin rahi

rusva.iyon ne ghar ki vo sar hi jhuka diya

yuun shahar men vo unchi imarat nahin rahi

‘ruḳhsar’ muflisi ke karishme ajiib hain

ghurbat men dosti bhi salamat nahin rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rang Se Rasta Surat Se Pata Leta Hun

mirza-ghalib

Aa Ki Meri Jaan Ko Qarar Nahin Hai

Hisar-E-Zat Se Bahar Na Apne Ghar Mein Hain

ismail-merathi

Har Khwahish-O-Arz-O-Iltija Se Tauba

poet

Abas Abas Tujhe Mujhse Hijab Aata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet