• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Log To Ek Manzar Hain Takht-Nashinon Ki Khatir

Log To Ek Manzar Hain Takht-Nashinon Ki Khatir

humaira-rahman

log to ik manzar hain takht-nashinon ki khatir

farsh bichhaya jaata hai qalinon ki khatir

kitni be-tartibi phaili kya kuchh tuut gaya

saje-sajae ghar the unhi makinon ki khatir

thahar gae hain ain safar men bin soche-samjhe

ham-safari ke kuchh be-nam qarinon ki khatir

jal bujhte hain log kisi ko faiz pahunchne par

gir jaate hain kuchh be-maani zinon ki khatir

ham aur tum jo badal gae to itni hairat kya

aks badalte rahte hain ainon ki khatir

unche daam lage hain humaira kore jazbon ke

sauda bura nahin hai chand mashinon ki khatir

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

neena-sahar

Tum Se Jaana Ki Ek Kitab Hun Main

Mere Shikwe Ka Zara Us Pe Asar Ho to Sahi

poet

Ye Kah Ke Rakhna daliye Un Ke Hijab Mein

mubarak-azimabadi

Tumhaari Shart-E-Mohabbat Kabhi Wafa Na Hui

KHak uDate Hue Ye Marka Sar Karna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet