• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Log Jo Sahab-E-Kirdar Hua Karte The

Log Jo Sahab-E-Kirdar Hua Karte The

log jo sahab-e-kirdar hua karte the

bas vahi qabil-e-dastar hua karte the

ye alag baat vo tha daur-e-jahalat lekin

log an-paḌh bhi samajhdar hua karte the

samne aa ke nibhate the adavat apni

piiTh pichhe se kahan vaar hua karte the

jin qabilon men yahan aaj diye hain raushan

un qabilon ke to sardar hua karte the

tab adalat se ri.ayat nahin mil paati thiin

tab gunahgar gunahgar hua karte the

kya zamana tha mahakti thiin vo kyari ghar ki

ghar ke angan gul-o-gulzar hua karte the

qaid maz.hab ki na thi kal ke paḌosi donon

ek duuje ke madad-gar hua karte the

ghar ke sab log nibhate the ḳhushi se jin ko

ghar ke har fard ke kirdar hua karte the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

riyaz-khairabadi

Hina Ye Kahti Hai Lo Be-Zaban Pa Ke Mujhe

gulzar

din Kuchh Aise Guzarta Hai Koi

abrar-ahmad

Pas-Manzar Ki Aawaz

Aks Hai Aaina-E-Dahr Mein Surat Meri

qateel-shifai

dohrai Hai Yaadon Ne Kahani Teri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet