• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil-E-Be-Qarar Chala to Tha Gila-E-Hayat Liye Hue

Dil-E-Be-Qarar Chala to Tha Gila-E-Hayat Liye Hue

poet

dil-e-be-qarar chala to tha gila-e-hayat liye hue

gham-e-ishq ruuh pe chha gaya gham-e-ka.enat liye hue

kabhi be-irada chhalak ga.i thi kisi ke zikr pe chashm-e-nam

vo hain mujh se aaj bhi bad-guman vahi ek baat liye hue

mire dil ke saath hi chhin le miri ḳhud-shanas nigah bhi

main tire qarib na a.unga ye tavahhumat liye hue

kabhi tujh pe apna guman hai kabhi ḳhud pe tera guman hai

mire kirdgar kahan rahun ye tasavvurat liye hue

shab-e-intizar ke ba.ad phir na hui tulu koi sahar

miri umr saari guzar ga.i yahi ek raat liye hue

tujhe naz-e-zabt baja sahi magar ai ‘faridi’-e-sada-dil

koi chashm-e-sho.ala-mizaj hai tire dil ki baat liye hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sun Kar Main Jurm Chup Tha Gunahgar Ki Tarah

poet

Bagh Mein Tu Kabhu Jo Hansta Hai

afzal-naved

Aanchal Mein Nazar Aati Hain Kuchh Aur Si Aankhen

poet

Teri Hawas Mein Jo dil Se Puchha Nikal Ke Ghar Se Kidhar Ko Chaliye

akbar-allahabadi

dil Ho Kharab din Pe Jo Kuchh Asar Pade

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet