• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Log Hairan Hain Hum Kyun Ye Kiya Karte Hain

Log Hairan Hain Hum Kyun Ye Kiya Karte Hain

log hairan hain ham kyuun ye kiya karte hain

zaḳhm ko bhuul ke marham ka gila karte hain

kabhi ḳhushbu kabhi jugnu kabhi sabza kabhi chand

ek tere liye kis kis ko ḳhafa karte hain

ham to Duube bhi nikal aa.e bhi phir Duube bhi

log dariya ko kinare se taka karte hain

hain to mere hi qabile ke ye sab log magar

meri hi raah ko dushvar kiya karte hain

ham charagh aise ki ummid hi lau hai jin ki

roz bujhte hain magar roz jala karte hain

vo hamara dar-o-divar se mil kar rona

chand ham-sa.e to ab tak bhi hansa karte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

neena-sahar

Mukhtalif Hain Meri Bahaar Ke Rang

Kore Kaghaz Pe Mera Naqsh Utare Koi

Chand Nikla Tha Pare Baam Se Pahle Pahle

poet

Jo Hai Arsh Par Wahi Farsh Par Koi KHas Us Ka Makan Nahin

Dard-E-Dil Ki Dawa Na Ho Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet