• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum

Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum

ek TuuTi hui zanjir ki fariyad hain ham

aur duniya ye samajhti hai ki azad hain ham

kyuun hamen log samajhte hain yahan pardesi

ek muddat se isi shahr men abad hain ham

kaahe ka tark-e-vatan kaahe ki hijrat baaba

isi dharti ki isi desh ki aulad hain ham

ham bhi ta.amir-e-vatan men hain barabar ke sharik

dar-o-divar agar tum ho to buniyad hain ham

ham ko is daur-e-taraqqi ne diya kya ‘me.araj’

kal bhi barbad the aur aaj bhi barbad hain ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dhali Jo Sham Nazar Se Utar Gaya Suraj

meer-hasan

Humse To Kisi Kaam Ki Buniyaad Na Howe

Ek Shair Ka Hun Mehman KHuda KHair Kare

ali-sardar-jafri

Parwin-Shakir

Phirti Hai Zindagi Janaza-Ba-Dosh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet