• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Libas Tan Pe Salamat Hain Hath Khaali Hain

Libas Tan Pe Salamat Hain Hath Khaali Hain

libas tan pe salamat hain haath ḳhali hain

ham ek mulk-e-ḳhuda-dad ke savali hain

na ham men aql-o-farasat na hikmat-o-tadbir

magar hai zo.am ki jam.iyyat-e-misali hain

munafiqat ne lahu tan men itna garmaya

ki guftugu men riya-kariyan saja li hain

ḳhud apne aap se kad is qadar hamen hai ki ab

rivayaten hi gulistan ki phunk Daali hain

hamare dil hain ab amaj-gah-e-hirs-o-havas

ki ham ne sinon men tarikiyan uga li hain

nashemanon ko ujaḌa kuchh is tarah jaise

ki faḳhta.en daraḳhton se uḌne vaali hain

kisi gharib apahij faqir ki ‘mohsin’

kisi amiir ne baisakhiyan chura li hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Pe Teri Shamshir Nahin Hai

poet

Muqabla Hai Gham-O-Alam Ka to Samna Ranj-O-Be-Kasi Ka

poet

Lahu Lahu Aarzu Badan Ka Lihaf Hoga

ahmad-faraz

Gila Fuzul Tha Ahd-E-Wafa Ke Hote Hue

Dil Ke zaKHm Dikhaen Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet