• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lams Aahat Ke Hawaon Ke Nishan Kuchh Bhi Nahin

Lams Aahat Ke Hawaon Ke Nishan Kuchh Bhi Nahin

shahida-hasan

lams aahat ke havaon ke nishan kuchh bhi nahin

khvab hi khvab hai ye shahr yahan kuchh bhi nahin

koi guzri hui shamon men kabhi chamka tha

is ghani shab ke andhere men ayaan kuchh bhi nahin

chand saaat ke sitare hain sar-e-bam tulu

din utar jaaen to phir ghar ka saman kuchh bhi nahin

ik khamoshi hai liye hairat-e-sad-naqsh-o-nigar

varna badle hue mausam ki zaban kuchh bhi nahin

asman aaj tiri chhanv men aa baithi main

ab mire sar pe tira koh-e-giran kuchh bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kal Tak Jo Dil Ghurur-E-Jalal-O-Jamal Tha

poet

Kar-E-Duniya Se Gae Dida-E-Bedar Ke Sath

ali-sardar-jafri

Khule Hain Mashriq-O-Maghrib Ki God Mein Gulzar

poet

Ab Tak to Yahi Pata Nahin Hai

Sufi

Samne Us But Ke Jab Jaana Pada

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet