• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lamha-E-Imkan Ko Pahlu Badalte dekhna

Lamha-E-Imkan Ko Pahlu Badalte dekhna

tanveer-anjum

lamha-e-imkan ko pahlu badalte dekhna

atish-e-be-rang men khud ko pighalte dekhna

ishq men ye faisla hai is dil-e-saudai ka

khud ko girte dekhna us ko sambhalte dekhna

iztirab-e-dard men had se guzar jaana nahin

husn-e-sham-e-arzu ka ruup dhalte dekhna

umr-e-be-andaz ko kaafi sahara ho gaya

khvab-e-khush-andaz us ke saath chalte dekhna

reg-e-be-tadbir men parvaz mahv-e-khvab hai

ik hava-e-tez men us ko machalte dekhna

asman ai asman kya meri qismat men nahin

us nigah men khvahishon ki aag jalte dekhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

yasmeen-habeeb

Ek dil Mein Tha Ek Samne dariya Use Kahna

afzal-ahmad-syed

dua Ki Rakh Pe Marmar Ka Itr-dan Us Ka

poet

Qubul Tha Ki Falak Mujh Pe Sau Jafa Karta

Kisi Ne Raat Kaha Uski Dekh Kar Surat

poet

Jo Shikayat-E-Gham-E-Zindagi Kabhi Lab Par Apne Na La Sake

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet