• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lai Hai Kis Maqam Pe Ye Zindagi Mujhe

Lai Hai Kis Maqam Pe Ye Zindagi Mujhe

laa.i hai kis maqam pe ye zindagi mujhe

mahsus ho rahi hai ḳhud apni kami mujhe

dekho tum aaj mujh ko bujhate to ho magar

kal DhunDhti phiregi bahut raushni mujhe

tai kar raha huun main bhi ye rahen salib ki

avaz ai hayat na dena abhi mujhe

sukhe shajar ko phenk duun kaise nikal kar

deta raha hai saaya shajar jo kabhi mujhe

kyuun kar rahi hai mujh se savalat zindagi

kah do javab ki nahin fursat abhi mujhe

kya chahta tha vaqt pe likhna na puchhiye

hurmat qalam ki apni bachani paḌi mujhe

dil-dariyan bhi rah ga.iin parde men ai ‘ali’

lahja badal badal ke sada di ga.i mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-mehdi-majrooh

Uske Nibhne Ke Kuchh Nahin Asbab

aaKHirash Mar Hi Gaya yaKH-Bastagi Sahta Hua

poet

Pae-Gunah Hai Teri Panah Ki Takhsis

Na Sham Hai Na Sawera Ajab Dayar Mein Hun

jaun-eliya

Apne Sab Yar Kaam Kar Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet