• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Lahu Ko Surkh Gulabon Mein Band Rahne do

Lahu Ko Surkh Gulabon Mein Band Rahne do

adil-mansuri

lahu ko surkh gulabon men band rahne do

shikasta khvab ke shishon pe us ka aks pade

siyah mitti ke niche safed baal jale

kisi ke daant miri ungliyan chaba jaaen

khala ke ziine se parchhaiyan utarne lagen

har ek lamhe ke chehre pe dhuup marne lage

udaas vaqt ke kandhe pe haath rakh ke chalun

buzurg baap ke chehre ki jhurriyan chumun

khamosh hain dar-o-divar khidkiyan chup hain

gali ke mod pe ruk jaae raat ka saaya

mujhe na roko mujhe meri maan se milne do

ye mere bhaai ye bahnen ye hamila biivi

lahu ko surkh gulabon men band rahne do

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Numaishon Ka Guzar Kab Rah-E-Najat Mein Hai

aftab-iqbal-shamim

Nazar Ke Samne Rahna Nazar Nahin Aana

Phir Wahi Qatl-E-Mohabbat-Zadagan Hai Ki Jo Tha

Qadam Rakhta Hai Jab Raston Pe Yar Aahista Aahista

rafia-shabnam-abidi

Khud-Farebi Hai dagha-Bazi Hai Ayyari Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet