• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwab Ne Rakh Liya Fasane Mein

KHwab Ne Rakh Liya Fasane Mein

ḳhvab ne rakh liya fasane men

tum ne taḳhir ki jagane men

is zamin ko falak banane men

main bhi shamil tha ik zamane men

tere kirdar ko uThane men

mujh ko marna paḌa fasane men

kaam karte hain roz-o-shab sahab

ham mohabbat ke kar-ḳhane men

bam-o-dar dushmanon ke sathi the

mujh ko divar se lagane men

ishq men thoḌi si suhulat thi

hazrat-e-qais ke zamane men

din-o-duniya se jaana paḌta hai

dil ko divangi banane men

vaqt hi har taraf rukavaT hai

la-makan se makan banane men

aag ke darmiyan baiThe hain

qissa-ḳhvani ke cha.e-ḳhane men

maktab-e-ishq men sabaq paḌhne

log a.enge har zamane men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Unhen Ye Fikr Hai Har Dam Nai Tarz-E-Jafa Kya Hai

poet

Kya Jama-E-Phul-Kari Us Gul Ki Phaban Ka Tha

Sufi

Sadiyon Ke Andhere Mein Utara Kare Koi

ahmad-shahryar

Wo Mar Gaya Sada-e-Nauha-Gar Mein Kitni der Hai

allama-iqbal

March 1907

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet