• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hazar Kahta Raha Main Ki Yar Ek Minute

Hazar Kahta Raha Main Ki Yar Ek Minute

hazar kahta raha main ki yaar ek minute

kiya na us ne mira intizar ek minute

main janta huun ki hai ye ḳhumar ek minute

idhar bhi aa.i thi mauj-e-bahar ek minute

pata chale ki hamen kaun kaun chhoḌ gaya

zara chhaTe to ye gard-o-ghubar ek minute

abad talak hue ham us ke vasvason ke asiir

kiya tha jis pe kabhi e’tibar ek minute

agarche kuchh nahin auqat ek hafte ki

jo sochiye to hain ye das hazar ek minute

phir aaj kaam se taḳhir ho ga.i ‘basir’

kisi ne ham se kaha baar baar ek minute

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Siyah Raat Mein Koi to Sahaara Mil Jae

baDe Saliqe Se toDa Mera Yaqin Usne

insha-allah-khan-insha

Aane Atak Atak Ke Lagi Sans Raat Se

Maut Ke Hathon to Mera Ye Badan Mar Jaega

abbas-qamar

Haalat-e-Haal Se Begana Bana Rakkha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet