• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Laeq Kuchh Nalaeq Bachche Hote Hain

Laeq Kuchh Nalaeq Bachche Hote Hain

laa.eq kuchh nala.eq bachche hote hain

sher kahan saare hi achchhe hote hain

auron ke dukh men ankhen bhar aati hain

aise aansu ḳhalis sachche hote hain

bachchon ki ḳhushiyan Dheron sukh deti hain

haath men ummidon ke lachchhe hote hain

ham hi ulTa-sidha socha karte hain

rishte thoḌe pakke kachche hote hain

jab ankhon ka ek bharosa Dhahta hai

sapnon ke lakhon parḳhachche hote hain

miThe logon se mil kar ham ne jaana

tikhe kaḌve aksar sachche hote hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Raaz Usne Chhupaya Hai KHush-Bayani Se

Tumhaare Jaane Ka Gham Manaunga Dekh Lena

Saghar uTha Ke Zohd Ko Rad Humne Kar Diya

Qanaat Umr-Bhar Ki Ghar Ke Baam-O-Dar Pe Rakkhi Thi

poet

Ji Jae Magar Na Wo Pari Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet