• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Lab-E-Shirin Hai Misri Yusuf-E-Sani Hai Ye Ladka

Lab-E-Shirin Hai Misri Yusuf-E-Sani Hai Ye Ladka

poet

lab-e-shirin hai misri yusuf-e-sani hai ye ladka

na chhodega mera dil chah-e-kanani hai ye ladka

liya bosa kisi ne aur gareban-gir hai mera

dubaya chahta hai sab ko tufani hai ye ladka

sar uupar laal chira aur dahan juun ghuncha-e-rangin

bahar-e-muddaa lal-e-badkhshani hai ye ladka

qayamat hai jhamak baazu ke taviz-e-talai ki

hisar-e-husn kuun qaaim kiya baani hai ye ladka

hue ru-posh us ka husn dekh anjum ke juun khuban

chamakta hai ba-rang-mehr nurani hai ye ladka

qayamat qamat us ka jin ne dekha so hua bismil

magar sar ta qadam tegh-e-sulemani hai ye ladka

main apna jaan o dil qurban karun uus par seti ‘naji’

jise dekhen siin hue iid ramzani hai ye ladka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abhishek-shukla

Safar Ke Baad Bhi Zauq-e-Safar Na Rah Jae

Nigah-E-Shauq Tera Haz uThana Chahungi

Dil Ki Gali Mein Chand Nikalta Rahta Hai

Sanson Mein Base Ho Tum Aankhon Mein Chhupa Lunga

Ye Junun Hi Sahi Pura Magar Arman Kar Do

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet