• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / La-Ilmi

La-Ilmi

neel-ahmed

mire kamre ki almari

bhari hai jin kitabon se

main un ko rose padhti huun

main lafzon men chhupi targhib ke lahje samajhti huun

khubi kuchh lainon ke darmiyan maujud matlab ko

varaq pe likh ke apne paas yuun mahfuz karti huun

ki jaise mahiyat lafzon ki saari jaan li main ne

zara sa ghaur karne par haqiqat yuun khuli mujh par

ki jo bhi ilm sikha hai

faqat ye ilm deta hai

ki main la-ilm huun ab tak

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Raste Ye Nazare Bahaar Ka Aalam

Jada-E-Zist Pe Barpa Hai Tamasha Kaisa

Tanhai Mein Dikhte Lamhe Jab Kuchh Yaad Dilate Hain

Auj-E-Maqam-E-Dost Pe Apna Guzar Kahan

ameer-minai

Qibla-E-dil Kaba-E-Jaan Aur Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet