• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyun Zulm Dha Raha Hun Main Apne Wajud Par

Kyun Zulm Dha Raha Hun Main Apne Wajud Par

kyuun zulm Dha raha huun main apne vajud par

kichaḌ uchhalta huun main apne vajud par

inkar kar ke ḳhud hi main apne vajud ka

ghussa utarta huun main apne vajud par

kya chahta huun ḳhud se mujhe ḳhud nahin pata

aur ta.an chhoḌta huun main apne vajud par

Dar hai koi chura na le mujh se kabhi mujhe

pahre laga raha huun main apne vajud par

kar ke ḳhud apne saare subuton ko mustarad

ungli uTha raha huun main apne vajud par

‘nayab’ mujh se faiz uThata hai har koi

kab dagh-e-bad-numa huun main apne vajud par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wo Bahr-E-Karam Jo Mehrban Ho Jae

Kaam Hain Aur Zaruri Kai Karne Ke Liye

Us Zulf Ke KHayal Ka Milna Muhaal Tha

momin-khan-momin

Wade Ki Jo Saat dam-E-Kushtan Hai Hamara

imam-bakhsh-nasikh

Chain duniya Mein Zamin Se Ta-Falak dam Bhar Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet