• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mana Ki Lab-E-zaKHm Duhai Nahin Deta

Mana Ki Lab-E-zaKHm Duhai Nahin Deta

maana ki lab-e-zaḳhm duha.i nahin deta

mahram bhi to vo dast-e-hina.i hain deta

ye jashn hai kaise ki mubarak na salamat

aapas main koi shaḳhs badha.i nahin deta

kahte nahin sirf us ko faqat ranj-o-ta.ab hai

kuchh lutf ye be-abla-pa.i nahin deta

naqqad ki fan-kar ka mohtat ravayya

gunja.ish-e-angusht-numai nahin deta

aa jaao ki ab bhiig chalin raat ki palken

vo shaḳhs to aata bhi dikha.i nahin deta

imkan ki had meri ho kar leta huun islah

main apni ḳhataon ki safa.i nahin deta

lafzon men rag-asar ka ḳhuun aa to gaya hai

lekin ye abhi saaf dikha.i nahin deta

ai ‘taj’ rifaqat na sahi dukh hai to ye hai

insaf bhi ik bhaa.i ko bhaa.i nahin deta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Shohrat Hai Ki Ruswai Magar Had Se Ziyaada Hai

Nahin Ye Aks Hua Hai Samajhta Kyun Nahin Main

Aasman Par Bane the Chehre Se

Samundaron Se Kabhi Dasht Se Guzarne Mein

poet

Lakh Samjhaya Magar Zid Pe aDi Hai Ab Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet