• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyun Har Uruj Ko Yahan aaKHir Zawal Hai

Kyun Har Uruj Ko Yahan aaKHir Zawal Hai

kyuun har uruuj ko yahan aḳhir zaval hai

sochen agar to sirf yahi ik saval hai

bala-e-sar falak hai to zer-e-qadam hai ḳhaak

us be-niyaz ko mira kitna ḳhayal hai

lamha yahi jo is ghaḌi aalam pe hai muhit

hone ki is jahan men tanha misal hai

aḳhir hui shikast to apni zamin par

apne badan se mera nikalna muhal hai

suraj hai raushni ki kiran is jagah ‘malal’

vus.at men ka.enat andhere ka jaal hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bahaar Aai Hai Sote Ko Tuk Jaga dena

Sheikh Saadi

Story 41 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Ye Be-Nawai Hamari Sauda-E-Sar Hai Ghar Mein Basa Diya Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Chand Us Raat Bhi Nikla Tha Magar Us Ka Wajud

Phir Koi Mahshar uThane Meri Tanhai Mein Aa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet