• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyon Na Rangin Ho Dastan Meri

Kyon Na Rangin Ho Dastan Meri

poet

kyon na rangin ho dastan meri

zikr un ka hai aur zaban meri

husn apni shikast maan gaya

afrin sa.i-e-ra.egan meri

saikḌon hashr ke barabar hai

ik tamanna hai jan-nashin meri

uḌ gaya rang un ke aariz ka

lab tak aa.i na thi fughan meri

kyon suna.un kisi ko main aḳhir

un ka qissa hai dastan meri

vo sama.e hue hain rag rag men

har ada ab hai dilsitan meri

rah-e-dushvar ḳhud sabaq degi

na sunen ahl-e-karvan meri

har kali gulsitan nazar aati

qadar karta jo baghban meri

vajd taari hai ahl-e-dil pe ‘bashir’

hasil-e-ishq hai azaan meri

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-azad-1

Masjid-O-Mandir Ka Yun Jhagda Mitana Chahiye

Uske shoKH Labon Ki Lali Das Legi

poet

Aati Hai Zindagi Mein KHizan Bhi Bahaar Bhi

poet

Zarre Chamak uThe Hain Jidhar Se Guzar Gae

siraj-aurangabadi

dil Mera Saghar-E-Shikayat Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet