• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya past Apne Azm-E-Safar Ho Ke Rah Gae

Kya past Apne Azm-E-Safar Ho Ke Rah Gae

kya past apne azm-e-safar ho ke rah ga.e

ankhon men chuur ḳhvab-e-sahar ho ke rah ga.e

vo sabza-e-sharar ka chashma ubal paḌa

bagh-o-bahar zer-o-zabar ho ke rah ga.e

guzra idhar se sho.ala-e-tufan bhi nahin

lekin navah-e-shahr khanDar ho ke rah ga.e

be-ḳhauf sang-reze chalane lage hain log

ham kis makan ke shisha-o-dar ho ke rah ga.e

mujh ko musavviri ka bahut shauq tha magar

nakam mere dast-e-hunar ho ke rah ga.e

ham aa ga.e hain aise ujalon ke shahr men

zaa.e.a hamare zauq-e-nazar ho ke rah ga.e

us aadmi ke haath men a.ina tha ajab

chehre ke rang rang-e-digar ho ke rah ga.e

andhi uThi na barf ki barish hui magar

qurban be-libas shajar ho ke rah ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kuchh Ziyaada Wabaal Kar Dala

poet

Wo sanglaKH Zaminon Mein Sher Kahta Tha

Hijr Ki Sham aaKHiri to Nahin

abbas-dana

Wafadari Pe de di Jaan Ghaddari Nahin Aai

Matla-E-Subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet