• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Kya Na Tere Sadme Se Baad-E-Khizan Gira

Kya Kya Na Tere Sadme Se Baad-E-Khizan Gira

poet

kya kya na tere sadme se bad-e-khizan gira

gul barg sarv fakhta ka ashiyan gira

likhne lagi qaza jo hamari fatadgi

sau baar haath se qalam-e-do-zaban gira

jab pahunche ham kinara-e-maqsud ke qarib

tab nakhuda jahan se utha badban gira

mubaf-e-surkh choti se kya un ki khul pada

ek saiqa sa dil pe mire na-gahan gira

ta asman pahunch ke hui aah sar-nigun

ya rab ho khair fauj-e-alam ka nishan gira

uth kar chala jo paas se un ke to ghar talak

har har qadam pe zof se main na-tavan gira

dekha jo dasht-e-najd men hal-e-tabah-e-qais

mahmil se laila kuud padi sar-ban gira

dozakh pe kyuun na ho dil-e-‘bimar’ tana-zan

atish se ishq ki hai patinga yahan gira

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sulagte Dagh Dil Se Dho Rahe The

baDe KHatre Mein Hai Husn-E-Gulistan Hum Na Kahte The

Zauq-E-Nazar Ko Jalwa-E-Be-Tab Le Gaya

poet

Ped Par Jaane Kis Ka dhyan Pada

Abhi Se Taq-E-Talab Par Na Tu Saja Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet