• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Koi Ganj-E-Giran-Maya Chhupa Hai Mujh Mein

Kya Koi Ganj-E-Giran-Maya Chhupa Hai Mujh Mein

kya koi ganj-e-giran-maya chhupa hai mujh men

khojne vaale tu kya khoj raha hai mujh men

main to ḳhamosh huun halat ki saffaki par

jaane phir kaun hai jo chiḳh raha hai mujh men

jis se ho paa.i na ta-hal shanasa.i miri

log kahte hain ki ik zehn-e-rasa hai mujh men

phir masa.il ke yazid aa.e hain bai’at lene

garm phir ma.arka-e-karb-o-bala hai mujh men

dosto mujh ko khangaloge kahan tak aḳhir

ma-siva-karb bhala dusra kya hai mujh men

na koi dard na ehsas na jazba na umang

ye bhi ‘rahi’ koi jiine ki ada hai mujh men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nisbat Wahi Mah-E-Asman Se

bashir-badr

Main Tumko Bhul Bhi Sakta Hun Is Jahan Ke Liye

KHabar Un Ko Na Ho Kuchh Bhi Hamein Taskin Bhi Mil Jae

Bujh Gae Sare Mahtab Tere

Aao Taqdir Ko Tadbir Bana Kar Dekhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet