• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Karwan Walon Ne Kho Di KHud Hi Apni Aabru

Karwan Walon Ne Kho Di KHud Hi Apni Aabru

poet

karvan valon ne kho di ḳhud hi apni aabru

laila-e-mahmil-nashin ko pa-ba-jaulan laa.e hain

qais ki ghairat ka milta hi nahin koi suragh

kuchh bagule DhunD kar sahra-ba-sahra aa.e hain

Das liya hai raushni ne de ke javon ka fareb

saanp kitne us ke ujle ruup men lahra.e hain

aa.ine TuuTe hain kitne dekh kar un ka jamal

aap apni arzu-e-husn par sharma.e hain

kaun jaane ho chuke maslub kitne ashk-e-gham

kitni fariyadon ke dil husn-e-talab ne Dhaa.e hain

kitni zanjiron ke halqe payalon men Dhal ga.e

shabnami ankhon men raqsan bebasi ke saa.e hain

‘baḳht’ shikva kya karen ahl-e-sitam ke jaur ka

ahl-e-dil ne giit marg-e-abru par gaa.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waiz Butan-E-Dair Se Nafrat Na Kijiye

muneer-niyazi

Kalpana

KHWAJA MUINUDDIN CHISHTI

Man Sharab-e-Ishq Ra Paimana-Am Ai Aashiqan

Raat Kitne Na-Tarashida Guhar Bhi Laegi

Roz O Shab Is Soch Mein Duba Rahta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet