• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya KHabar Jo Nazar Aata Hai Wo Manzar Hi Na Ho

Kya KHabar Jo Nazar Aata Hai Wo Manzar Hi Na Ho

kya ḳhabar jo nazar aata hai vo manzar hi na ho

ye samundar kahin sach-much men samundar hi na ho

jis ki ummid pe sar phoḌ rahi hai duniya

kahin is ahani divar men vo dar hi na ho

jaan kar phuul jise dil se laga.e hue hain

ghaur se dekh len chhu kar use patthar hi na ho

dar-o-divar se ye kaise nazar aate hain

jis ko virana samajh baiThe hain vo ghar hi na ho

is qadar ham ko Darana nahin achchha ‘at.har’

kya pata ham ko kisi chiiz ka phir Dar hi na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Kisi Ne Aan Kar Dil Se Mere purKHash Ki

Kabhi KHushbu Kabhi Aawaz Ban Jaana paDega

Hum Faqiron Ki Jeb Khaali Hai

Ye KHayalon Ki Bad-Hawasi Hai

akhtar-ul-iman

Umr-E-Gurezan Ke Nam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet