• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Jaanen Teri Ummat Kis Haal Ko Pahunchegi

Kya Jaanen Teri Ummat Kis Haal Ko Pahunchegi

sahir-ludhianvi

kya janen tiri ummat kis haal ko pahunchegi

badhti chali jaati hai taadad imamon ki

har gosha-e-maghrib men har khitta-e-mashriq men

tashrih digar-gun hai ab tere payamon ki

vo log jinhen kal tak daava tha rifaqat ka

tazlil pe utre hain apnon hi ke namon ki

bigde hue tevar hain nau-umr siyasat ke

biphri hui sansen hain nau-mashq nizamon ki

tabqon se nikal kar ham firqon men na bat jaaen

ban kar na bigad jaae taqdir ghulamon ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chand Taron Ne Bhi Jab raKHt-E-Safar Khola Hai

zahida-zaidi

Sang-E-Jaan

Hijr Hun Pura Hijr Hun Ishq Visal Kare

majrooh-sultanpuri

Main Kho Gaya Yahin Kahin

jaun-eliya

Ab Wo Ghar Ek Virana Tha Bas Virana Zinda Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet