• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Hue Aashiq Us Shakar-Lab Ke

Kya Hue Aashiq Us Shakar-Lab Ke

poet

kya hue ashiq us shakar-lab ke

taane sahne pade hamen sab ke

bhulna mat buton ki yaari par

hain ye bad-kesh apne matlab ke

qais o farhad chal base afsos

the vo kam-bakht apne mashrab ke

shaikhiyan shaikh ji ki denge dikha

mil gae vo agar kahin ab ke

yaad rakhna kabhi na bachiyega

mil gae aap vaqt gar shab ke

us men khush hoven aap ya na-khush

yaar to hain suna usi dhab ke

yaar bin ‘aish’ mai-kashi tauba

hai ye apne khilaf mazhab ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Ne Sang-E-KHamoshi Phenka Bhare-Bazar Par

shahnaz-parveen-shazi

Tazabzub

bahadur-shah-zafar

Tufta-Jaanon Ka Ilaj Ai Ahl-E-danish Aur Hai

Bhar Jaenge Jab zaKHm to Aaunga Dobara

poet

Fasurda dagh-E-Jigar dil-Ruba Nahin Rahta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet