• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se darte Kyun Ho

Kya Hasin Raat Hai Is Raat Se darte Kyun Ho

akhtar-azad-1

kya hasin raat hai is raat se darte kyuun ho

aa gae ho to mulaqat se darte kyuun ho

naam aata hai mira jab bhi kisi mahfil men

ye batao ki savalat se darte kyuun ho

dil lubhane ke bhi andaz hua karte hain

mast ankhon ke isharat se darte kyuun ho

kai barsat ke mausam hain miri ankhon men

aati jaati hui barsat se darte kyuun ho

log achchhon ko bhi duniya men bura kahte hain

kya kahega koi is baat se darte kyuun ho

zindagi milti hai insan ko jiine ke liye

muskurate raho sadmat se darte kyuun ho

zikr-e-mazi ke tasavvur se pareshan ho kar

zinda rahna hai to halat se darte kyuun ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Aur Tasalli Mujhe Den Unki Bala De

muneer-niyazi

Main Aur Baadal

Zindagi KHwab-E-Hasin Ka Nam Hai

Nae jhagDe Nirali Kawishen Ijad Karte Hain

poet

Usne Manga Jo dil diye Hi Bani

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet