• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Hai Shaqq-Ul-Qamar Nazir to Hai

Kya Hai Shaqq-Ul-Qamar Nazir to Hai

kya hai shaqq-ul-qamar nazir to hai

chand ke darmiyan lakir to hai

soch sakti huun sach na kah pa.un

mujh men jur.at na ho zamir to hai

vo kisi ki nazar nahin na sahi

dil men paivast ik tiir to hai

hai vahi ka.enat ki buniyad

go vo ik zarra-e-haqir to hai

raushni mangta hai suraj se

chand ik kasa-e-faqir to hai

‘kaif’ ka jo bhi ho adab men maqam

lahja parvin be-nazir to hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

Aaj dil Be-Qarar Hai Kya Hai

ahmad-zafar

derina Khwahishon Se Sajaya Gaya Mujhe

poet

Rabt Arsh-E-Barin Se Niklega

Shikwa-E-Gardish-E-Haalat Liye Phirta Hai

abdul-hamid-adam

Ja Raha Tha Haram Ko Main Lekin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet