• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Bataun Mujhe Kya Lagta Hai

Kya Bataun Mujhe Kya Lagta Hai

kya bata.un mujhe kya lagta hai

har-nafas tir-e-jafa lagta hai

huun vo ḳhuddar kisi se kya kahun

saans lena bhi bura lagta hai

phalte dekhi hai kahin shaḳh-e-sitam

mere kahne ka bura lagta hai

hadse bhi hain baḌe kaam ki chiiz

dost dushman ka pata lagta hai

mera sar to kahin jhukta hi nahin

tera naqsh-e-kaf-e-pa lagta hai

kya kahun halat-e-dil ai ‘jarrar’

dard kuchh aur siva lagta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aaKHir-E-Shab Wo Teri angDai

pahaDon Ki Bulandi Par khaDa Hun

Ye Kaise Jaanta Gar Shahr Mein Aaya Nahin Hota

poet

Wo Mera dard-E-dil Kya Jaante Hain

poet

Dil Ka Sara Ghor Andhera Dur Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet