• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kushada dast-E-Karam Jab Wo Be-Niyaz Kare

Kushada dast-E-Karam Jab Wo Be-Niyaz Kare

allama-iqbal

kushada dast-e-karam jab vo be-niyaz kare

niyaz-mand na kyuun ajizi pe naaz kare

bitha ke arsh pe rakkha hai tu ne ai vaaiz

khuda vo kya hai jo bandon se ehtiraz kare

miri nigah men vo rind hi nahin saaqi

jo hoshiyari o masti men imtiyaz kare

mudam gosh-ba-dil rah ye saaz hai aisa

jo ho shikasta to paida nava-e-raz kare

koi ye puchhe ki vaaiz ka kya bigadta hai

jo be-amal pe bhi rahmat vo be-niyaz kare

sukhan men soz ilahi kahan se aata hai

ye chiiz vo hai ki patthar ko bhi gudaz kare

tamiz-e-lala-o-gul se hai nala-e-bulbul

jahan men va na koi chashm-e-imtiyaz kare

ghurur-e-zohd ne sikhla diya hai vaaiz ko

ki bandagan-e-khuda par zaban daraz kare

hava ho aisi ki hindostan se ai ‘iqbal’

uda ke mujh ko ghubar-e-rah-e-hijaz kare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Bas Ek Bar Kisi Ne Gale Lagaya Tha

majrooh-sultanpuri

Ye Ruke Ruke Se Aansu Ye dabi dabi Si Aahen

faiz-ahmad-faiz

Zindan Zindan Shor-E-Anal-Haq Mahfil Mahfil Qul-Qul-E-Mai

Dhup Se Jism Bachae Rakhna Kitna Mushkil Hai

Hasinon Se Faqat Sahib-Salamat Dur Ki Achchhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet