• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ki Yaad Aafat Dha Rahi Hai

Kisi Ki Yaad Aafat Dha Rahi Hai

poet

kisi ki yaad aafat Dha rahi hai

tabi.at ḳhud-baḳhud ghabra rahi hai

chala huun us nazar ki justuju men

jahan dil hai vo manzil aa rahi hai

mohabbat ko nahin samjhi hai ab tak

magar duniya hamen samjha rahi hai

yahi hai kya mohabbat ka zamana

zamane par udasi chha rahi hai

unhen ji bhar ke ab dekhenge ‘shahid’

ye sunte hain qayamat aa rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nau-Giraftar-E-Mohabbat Kabhi Aazad Na Ho

Tewar Bhi Dekh Lijiye Pahle ghaTaon Ke

ainuddin-azim

Kya Karun Zarf-e-Shanasai Ko

Ye Aarzu Hai Ki Ab Koi Aarzu Na Rahe

poet

Kisi Taraf Na Girah Ka Sira Dikhai De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet