• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh to Wufur-E-Shauq Mein Bais-E-Imtiyaz Ho

Kuchh to Wufur-E-Shauq Mein Bais-E-Imtiyaz Ho

kuchh to vufur-e-shauq men ba.is-e-imtiyaz ho

meri nazar ke samne un ki harim-e-naz ho

soz-e-durun-o-ah-e-dil ishq men donon ek hain

ham ko to ik surur hai soz ho ya ki saaz ho

vo dil nazara-kosh tera ye zauq-e-be-ḳhudi

jalve ki taab ho na ho un ki harim-e-naz ho

naaz hai shauq-e-afrin shauq hai shorish-e-dimagh

husn hai arzu-pasand ishq junun-navaz ho

zauq-e-talab ko ishq ne turfa sabaq ye de diya

nala-e-dil-ḳharash ban ah-e-jigar-gudaz ho

dil ki taḌap men ai ḳhuda kuchh to ho zauq-e-afiyat

dard vo de jo ishq men ba.is-e-imtiyaz ho

‘farhat’-e-arzu-pasand dars-e-niyaz-e-ishq ne

kucha-e-ma.arifat men aa shefta majaz ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Thi Humne Pyar Mein Har Baat Mani Kya Karte

poet

Hum Apne Kheton Mein Hosh Boenge Fasl-Awar Hawas Denge

Apni Zad Par the khaDe Hum Ko to Bachna Kya Tha

Hamein Har sans Dushwari Lage Hai

Be-Aman Hun in Dinon Main Dar-Ba-Dar Phirta Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet