• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Soch Ke Parwana Mahfil Mein Jala Hoga

Kuchh Soch Ke Parwana Mahfil Mein Jala Hoga

kuchh soch ke parvana mahfil men jala hoga

shayad isi marne men jiine ka maza hoga

har sa.i-e-sitam par aansu nikal aa.e hain

anjam-e-tarab-koshi kya janiye kya hoga

gumrah-e-mohabbat huun puchho na miri manzil

har naqsh-e-qadam mera manzil ka pata hoga

kya tera mudava ho dard-e-shab-e-tanha.i

chup rahiye to barbadi kahiye to gila hoga

katra ke to jaate ho divane ke raste se

divana lipaT jaa.e qadmon se to kya hoga

maiḳhane se masjid tak milte hain nuqush-e-pa

ya shaiḳh ga.e honge ya rind gaya hoga

farzanon ka kya kahna har baat pe laḌte hain

divane se divana shayad hi laḌa hoga

rindon ko ‘hafiz’ itna samjha de koi ja kar

aapas men laḌoge tum vaa.iz ka bhala hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tanhai Ke Shoalon Pe Machalne Ke Liye Tha

afzal-naved

Pani Shajar Pe Phul Bana dekhta Raha

Roz Ke Intizam Se Pahle

Dur Saya Sa Hai Kya Phulon Mein

Bahr-E-Hasti Koi Sarab Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet