• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Mujhe Kah Ke Na Kahwaiye Aap

Kuchh Mujhe Kah Ke Na Kahwaiye Aap

poet

kuchh mujhe kah ke na kahvaiye aap

bas zaban meri na khulvaiye aap

dosh par aur na bhari ho jaae

mere sar ki na qasam khaiye aap

bazm-e-naz us ki hai ai hazrat-e-dil

paanv apne bhi na phailaiye aap

ghair ke shikve na puchho shab-e-vasl

pichhle murde na ukhadvaiye aap

log janenge tumhara ashiq

main agar aauun to sharmaiye aap

kuchh pata mera bata dijiyega

kuchh khabar meri agar paiye aap

saath mere na koi chikh uthe

mujh ko mahfil se na uthvaiye aap

jaate jaate kahin aghyar ke ghar

kaash raste hi men mil jaiye aap

ek dam us ko bhula kar ‘salik’

ji kisi tarah to bahlaiye aap

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

waseem-barelvi

Hadson Ki Zad Pe Hain To Muskurana Chhod den

Shisha Us Ka Ajib Hai KHud Hi

Raushan Sukut Sab Usi Shoala-Bayan Se Hai

zehra-nigaah

Ye Sach Hai Yahan Shor Ziyaada Nahin Hota

Raat Ke Pichhle Pahar Jis Ne Jagaya Kya Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet