• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Is Ada Se Hamein Gham-Gusar Milte Hain

Kuchh Is Ada Se Hamein Gham-Gusar Milte Hain

naz-butt

kuchh is ada se hamen gham-gusar milte hain

hazar zakhm pas-e-e’tibar milte hain

shab-e-firaq ki vahshat na puchhiye ham se

ham apne hijr se divana-var milte hain

ye shahr-e-zakhm-faroshan hai haae kya kiije

ki pa-e-gul bhi yahan khaar khaar milte hain

vo jin ki kokh men shauq-e-khirad panapta hai

vo valvale bhi junun ka shikar milte hain

saja ke rakhte hain jin ko chamak ki khvahish men

vo aaine bhi hamen dagh-dar milte hain

hamen unhi se tavaqqo hai ‘naz’ manzil ki

jo raste hamen ban kar ghubar milte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Maghz-E-Bahaar Is Baras Us Bin Bacha Na Tha

Zinda Hun Aur Hijr Ka Aazar Tak Nahin

ambareen-haseeb-ambar

Khushi Ka Lamha Ret Tha So Hath Se Nikal Gaya

Kuchh Bhi Nahin Hai KHak Ke Aazar Se Pare

Ajab Hain Hum Ye Kis Ki Sai-E-La-Hasil Pe Rote Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet