• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh din Se Zindagi Mujhe Pahchanti Nahin

Kuchh din Se Zindagi Mujhe Pahchanti Nahin

anjum-rehbar

kuchh din se zindagi mujhe pahchanti nahin

yuun dekhti hai jaise mujhe janti nahin

vo be-vafa jo raah men takra gaya kahin

kah dungi main bhi saaf ki pahchanti nahin

samjhaya bar-ha ki bacho pyar-vyar se

lekin koi saheli kaha manti nahin

main ne tujhe muaaf kiya ja kahin bhi ja

main buz-dilon pe apni kaman tanti nahin

‘anjum’ pe hans raha hai to hansta rahe jahan

main be-vaqufiyon ka bura manti nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-taqi-meer

Aae Hain Mir Kafir Ho Kar Khuda Ke Ghar Mein

Yun Teri Talash Mein Tere KHasta-Jaan Chale

Libas-E-Chaak Mein Aiwan Ke Aage Nahin Jati

poet

Parda-War Tha Gham-E-Pinhan Mera

Sufi

Asr-e-Hazir Ka Jo Insan Nazar Aata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet