• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Der Sadgi Ke Tasawwur Se haT Ke Dekh

Kuchh Der Sadgi Ke Tasawwur Se haT Ke Dekh

kuchh der sadgi ke tasavvur se haT ke dekh

likkha hua varaq huun mujhe phir ulaT ke dekh

maana ki tujh se koi ta.alluq nahin magar

ik baar dushmanon ki tarah hi palaT ke dekh

phir puchhna ki kaise bhaTakti hai zindagi

pahle kisi patang ki manind kaT ke dekh

ta umr phir na hogi ujalon ki aarzu

tu bhi kisi charagh ki lau se lipaT ke dekh

sajde tujhe karegi kisi roz ḳhud hayat

banhon men hadsat-e-jahan ki simaT ke dekh

tanha.iyon men saikḌon sathi bhi hain ‘nazir’

hai shart apni zaat ke hisson men baT ke dekh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawas-O-Hosh Se Begana Hona Bhi Zaruri Hai

uDate Aae Hain Aap Apne KHwab-Zar Ki KHak

ali-sardar-jafri

Utho

Kahin Main Kam Hun Abhi Tak Kahin Siwa Hun Main

Rang Lai Hai Meri Zat Se Ghaflat Meri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet