• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kuchh Aisa Bhi To Ho Jae Kabhi Aisa Kare Koi

Kuchh Aisa Bhi To Ho Jae Kabhi Aisa Kare Koi

syeda-nafis-bano-shama

kuchh aisa bhi to ho jaae kabhi aisa kare koi

banae khud nasheman aur phir sahra kare koi

tumhare naam ke hamrah mera naam le duniya

mira dil chahta hai phir mujhe rusva kare koi

agar tu mil nahin sakta to kuchh tadbir aisi ho

miri ankhon se tujh ko umr-bhar dekha kare koi

khirad par log nazan hain junun par fakhr hai mujh ko

junun se mere apni aql ka sauda kare koi

ye fitrat kab bhala insaniyat se mel khati hai

safina dubta ho duur se dekha kare koi

vo dil men jaguzin hai mustaqil hai jalva-farmai

bhala aise men phir kis tarah se parda kare koi

hujum-e-gham sambhalta hi nahin ai ‘shama’ ab mujh se

kabhi to kaash aisa ho mujhe tanha kare koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Karen Tadbir-E-Wahshat Ai Dil-E-Diwana Hum

Aaj Dil Se Dua Kare Koi

poet

Tang Thi Ja Khatir-E-Nashad Mein

rahat-indori

Main Lakh Kah dun Ki Aakash Hun Zamin Hun Main

agha-hashr-kashmiri

Tum Aur Fareb Khao Bayan-e-Raqib Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet