• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ku-E-Jaanan Mein Nahin Koi Guzar Ki Surat

Ku-E-Jaanan Mein Nahin Koi Guzar Ki Surat

poet

ku-e-janan men nahin koi guzar ki surat

dil uḌa phirta hai TuuTe hue par ki surat

ham to manzil ke talabgar the lekin manzil

aage baḌhti hi ga.i rahguzar ki surat

vo rahen samne mere to tasalli varna

dil bhi kambaḳht bhaTakta hai nazar ki surat

ruuh afsurda pareshan ḳhayalat men gum

aisi pahle kabhi dekhi thi bashar ki surat

meri qismat men mohabbat ne yahi likkha hai

dard bhi dil men rahe zaḳhm-e-jigar ki surat

baiTh jaa.en kisi goshe men simaT kar ai dost

kaun gardish men rahe shams-o-qamar ki surat

vo ga.e ghar se to phir ham ne bhi ghar ko chhoḌa

ham se dekhi ga.i divar na dar ki surat

chand aansu hi mire dil pe ‘falak’ gir jaa.en

atish-e-gham se sulagta hai sharar ki surat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Saza Aur Asiron Ko Suna Di Jae

Dast-Bardar Agar Aap Ghazab Se Ho Jaen

poet

KHudi Ki Fitrat-E-Zarrin Ke Raaz-Ha-E-Darun

Qafila Utra Sahra Mein Aur Pesh Wahi Manzar Aae

Na Qahqaha Na Tabassum Na Ashk Paiham Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet