• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Saya Sa lipaT Jata Hai Dil Se Aa Kar

Koi Saya Sa lipaT Jata Hai Dil Se Aa Kar

koi saaya sa lipaT jaata hai dil se aa kar

khiḌkiyan kholni paḌti hain mujhe ghabra kar

be-samar peḌon ki ḳhvahish bhi ajab ḳhvahish hai

biij boti huun kahin aur se miTTi la kar

ḳhaak par phuul jo khilta hai to main sochti huun

koi ḳhush hota tha ik rang mujhe pahna kar

apne gahnon men kisi aur ka chehra dekha

zindagi mujh pe hansi mere hi ghar men aa kar

jaise duniya se bahut duur chali aa.i huun

mutma.in rahti huun ik jhuuT se ji bahla kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aaj Maine Gunah Kar Dala

mushafi-ghulam-hamdani

Aashiq To Milenge Tujhe Insan Na Milega

aftab-shakeel

Teri Chashm-e-Tar Mein Rawan-dawan Gham-e-Ishq Ka Jo Malal Hai

Ye Sochte Hue Bazar Se Nikal Aaya

Meri Nazar Ki Tarah Dil Parind Ojhal Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet