• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Pahle to Koi Baad Mein Ayyar Hua

Koi Pahle to Koi Baad Mein Ayyar Hua

koi pahle to koi baad men ayyar hua

apni ḳhvahish pe jo vabasta-e-darbar hua

ik tahi-jeb ki zaari koi sunta kaise

raa.ij aise hi nahin sikka-e-dinar hua

baat sultan se kya taḳhliye men us ki hui

maslahat-kesh batane pe na tayyar hua

muḳhbiri meri hui chashm-e-zadan men kaisi

qasr-e-dil hi men saara tha ki mismar hua

raah men aa.e hue shana-e-kohsar ke saath

abr Takra ke jo palTa to guhar-bar hava

apni haq-goi ke ba-vasf nigun-sari par

dosh par apne mira sar hi mujhe baar hua

haan ye mumkin hai magar itna zaruri bhi nahin

jo koi pyaar men haara vahi fankar hua

ik nazar us ne uchaTti hui ki thi ‘yasir’

aur phir shahr men rahna mujhe dushvar hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-abbas

Mujhe Taqsim Kar do

Mujh Par Teri Nazron Ka Jo Ehsan Nahin Hota

nida-fazli

Khel

poet

Zulfen chhoDin Hain Ki joDa Usne chhoDa Sanp Ka

Yun Zindagi Guzar Rahi Hai Meri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet