• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar KHuda Na Kare Sach Ye KHwab Ho Jae

Agar KHuda Na Kare Sach Ye KHwab Ho Jae

agar ḳhuda na kare sach ye ḳhvab ho jaa.e

tiri sahar ho mira aftab ho jaa.e

huzur ariz-o-ruḳhsar kya tamam badan

miri suno to mujassam gulab ho jaa.e

uTha ke phenk do khiḌki se saghar-o-mina

ye tishnagi jo tumhen dastiyab ho jaa.e

vo baat kitni bhali hai jo aap karte hain

suno to siine ki dhaḌkan rabab ho jaa.e

bahut qarib na aao yaqin nahin hoga

ye aarzu bhi agar kamyab ho jaa.e

ghalat kahun to miri aqibat bigaḌti hai

jo sach kahun to ḳhudi be-naqab ho jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raat Be-Parda Si Lagti Hai Mujhe

Muqabil Be-Murawwat Aaina Hone Nahin Deta

Dil Pe Mushkil Hai Bahut Dil Ki Kahani Likhna

Palkon Tak Aa Ke Ashk Ka Sailab Rah Gaya

Sochne Ka Bhi Nahin Waqt Mayassar Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet