• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kashmakash Mein Zindagi Uljhi Rahi

Kashmakash Mein Zindagi Uljhi Rahi

kashmakash men zindagi uljhi rahi

ansuon se har ḳhushi uljhi rahi

dil ka rishta mustaqil gham ban gaya

dosti se dushmani uljhi rahi

ab vo ankhen band ho jaane ko hain

aas jin men aḳhiri uljhi rahi

fan havas-karon men aa kar luT gaya

ghunghruon se naghmagi uljhi rahi

jaam ankhon ke chhalakte rah ga.e

sagharon se mai-kashi uljhi rahi

vo to ai ‘nasrin’ ruḳhsat ho gaya

mujh se meri sha.iri uljhi rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHud Apni Zillat-O-KHwari Na Karna

Ishq Ke Hathon Mein Parcham Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin

poet

dil diya Tab Ki Bahut Zulf-E-Rasa Ne Chaha

Waqt Se Lamha Lamha Kheli Hai

poet

Pahle to Shahar Bhar Mein Andhera Kiya Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet