• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Mehrban Nahin Sath Mein Koi Hat Bhi Nahin Hat Mein

Koi Mehrban Nahin Sath Mein Koi Hat Bhi Nahin Hat Mein

koi mehrban nahin saath men koi haat bhi nahin haat men

hain udasiyan miri muntazir sabhi raston men jihat men

hai ḳhabar mujhe ki ye tum nahin kasi ajnabi ko bhi kya paḌi

sabhi ashna bhi hain ru-ba-ru to ye kaun hai miri ghaat men

ye udasiyon ka jo rang hai koi ho na ho mire sang hai

mire sher men miri baat men miri adaton men sifat men

karen e’tibar kisi pe kya ki ye shahr shahr-e-nifaq hai

jahan muskurate hain lab kahin vahin tanz hai kisi baat men

chalo ye bhi maana ai ham-nava ki taghayyurat ke ma-siva

nahin mustaqil koi shai yahan to ye hijr kyuun hai sabat men

miri dastaras men bhi kuchh nahin, nahin tere bas men bhi kuchh nahin

main asir-e-kakul-e-ishq huun mujhe kya milega najat men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek zaKHm Ki Shiddat Ko Kam Kiya Jata

Uske Hisar-E-KHwab Ko Mat Karb-E-Zat Kar

Malal-E-dil Se Ilaj-E-Gham-E-Zamana Kiya

Jo Naqsh miT Chuka Hai Banana to Hai Nahin

Wo Aalam Tishnagi Ka Hai Safar Aasan Nahin Lagta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet